Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Hud — Ayah 120

11:120
وَكُلّٗا نَّقُصُّ عَلَيۡكَ مِنۡ أَنۢبَآءِ ٱلرُّسُلِ مَا نُثَبِّتُ بِهِۦ فُؤَادَكَۚ وَجَآءَكَ فِي هَٰذِهِ ٱلۡحَقُّ وَمَوۡعِظَةٞ وَذِكۡرَىٰ لِلۡمُؤۡمِنِينَ ١٢٠
Aur (Aey Muhammad), yeh paighambaron ke qissey jo hum tumhein sunate hain, woh cheezein hain jinke zariye se hum tumhare dil ko mazboot karte hain. Inke andar tumko haqeeqat ka ilam mila aur iman laney walon ko naseehat aur bedari naseeb hui