Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Hud — Ayah 123

11:123
وَلِلَّهِ غَيۡبُ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضِ وَإِلَيۡهِ يُرۡجَعُ ٱلۡأَمۡرُ كُلُّهُۥ فَٱعۡبُدۡهُ وَتَوَكَّلۡ عَلَيۡهِۚ وَمَا رَبُّكَ بِغَٰفِلٍ عَمَّا تَعۡمَلُونَ ١٢٣
Aasmaano aur zameen mein jo kuch chupa hua hai sab Allah ke qabze qudrat mein hai. Aur sara maamla usi ki taraf rujoo kiya jata hai. Pas (aey Nabi) tu uski bandagi kar aur usi par bharosa rakh. Jo kuch tumlog kar rahey ho tera Rubb ussey bekhabar nahin hai