Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Hud — Ayah 24

11:24
۞ مَثَلُ ٱلۡفَرِيقَيۡنِ كَٱلۡأَعۡمَىٰ وَٱلۡأَصَمِّ وَٱلۡبَصِيرِ وَٱلسَّمِيعِۚ هَلۡ يَسۡتَوِيَانِ مَثَلًاۚ أَفَلَا تَذَكَّرُونَ ٢٤
In dono fareeqon ki misal aisi hai jaise ek aadmi to ho andha behra aur dursa ho dekhne aur sunne wala. Kya yeh dono yaksan ho sakte hain? Kya tum (is misaal se) koi sabaq nahin letey