Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Hud — Ayah 46

11:46
قَالَ يَٰنُوحُ إِنَّهُۥ لَيۡسَ مِنۡ أَهۡلِكَۖ إِنَّهُۥ عَمَلٌ غَيۡرُ صَٰلِحٖۖ فَلَا تَسۡـَٔلۡنِ مَا لَيۡسَ لَكَ بِهِۦ عِلۡمٌۖ إِنِّيٓ أَعِظُكَ أَن تَكُونَ مِنَ ٱلۡجَٰهِلِينَ ٤٦
Jawab mein irshad hua “aey Nooh, woh tere ghar walon mein se nahin hai. Woh to ek bigda hua kaam hai. Lihaza tu us baat ki mujhse darkhwast na kar jiski haqeeqat tu nahin jaanta. Main tujhey naseehat karta hoon ke apne aap ko jaahilon ki tarah na bana le”