Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Hud — Ayah 57

11:57
فَإِن تَوَلَّوۡاْ فَقَدۡ أَبۡلَغۡتُكُم مَّآ أُرۡسِلۡتُ بِهِۦٓ إِلَيۡكُمۡۚ وَيَسۡتَخۡلِفُ رَبِّي قَوۡمًا غَيۡرَكُمۡ وَلَا تَضُرُّونَهُۥ شَيۡـًٔاۚ إِنَّ رَبِّي عَلَىٰ كُلِّ شَيۡءٍ حَفِيظٞ ٥٧
Agar tum mooh pherte ho to pher lo, jo paigham de kar main tumhare paas bhejha gaya tha woh main tumko pahuncha chuka hoon. Ab mera Rubb tumhari jagah dusri qaum ko uthayega aur tum uska kuch na bigaad sakoge. Yaqeenan mera Rubb har cheez par nigraan hai.”