Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Hud — Ayah 66

11:66
فَلَمَّا جَآءَ أَمۡرُنَا نَجَّيۡنَا صَٰلِحٗا وَٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ مَعَهُۥ بِرَحۡمَةٖ مِّنَّا وَمِنۡ خِزۡيِ يَوۡمِئِذٍۚ إِنَّ رَبَّكَ هُوَ ٱلۡقَوِيُّ ٱلۡعَزِيزُ ٦٦
Aakhir-e-kaar jab hamare faisle ka waqt aa gaya to humne apni rehmat se Saleh ko aur un logon ko jo uske saath iman laye thay bacha liya, aur us din ki ruswayi se unko mehfooz rakkha. Beshak tera Rub hi dar-asal taaqatwar aur bala-dast (All-Mighty) hai