Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Hud — Ayah 94

11:94
وَلَمَّا جَآءَ أَمۡرُنَا نَجَّيۡنَا شُعَيۡبٗا وَٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ مَعَهُۥ بِرَحۡمَةٖ مِّنَّا وَأَخَذَتِ ٱلَّذِينَ ظَلَمُواْ ٱلصَّيۡحَةُ فَأَصۡبَحُواْ فِي دِيَٰرِهِمۡ جَٰثِمِينَ ٩٤
Aakhir e kaar jab hamare faisle ka waqt aa gaya to humne apni rehmat se shoaib aur uske saathi momino ko bacha liya aur jin logon ne zulm kiya tha unko ek sakht dhamake ne aisa pakda ke woh apni bastiyon mein bay-hiss o harkat (lay lifeless) padey ke padey reh gaye