Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Yusuf — Ayah 17

12:17
قَالُواْ يَٰٓأَبَانَآ إِنَّا ذَهَبۡنَا نَسۡتَبِقُ وَتَرَكۡنَا يُوسُفَ عِندَ مَتَٰعِنَا فَأَكَلَهُ ٱلذِّئۡبُۖ وَمَآ أَنتَ بِمُؤۡمِنٖ لَّنَا وَلَوۡ كُنَّا صَٰدِقِينَ ١٧
Aur kaha “abbajaan, hum daud (running) ka muqabla karne mein lag gaye thay aur Yusuf ko humne apne samaan ke paas chodh diya tha ke itne mein bhediya (wolf) aakar usey kha gaya. Aap hamari baat ka yaqeen na karenge chahe hum sacchey hi hon”