Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Yusuf — Ayah 24

12:24
وَلَقَدۡ هَمَّتۡ بِهِۦۖ وَهَمَّ بِهَا لَوۡلَآ أَن رَّءَا بُرۡهَٰنَ رَبِّهِۦۚ كَذَٰلِكَ لِنَصۡرِفَ عَنۡهُ ٱلسُّوٓءَ وَٱلۡفَحۡشَآءَۚ إِنَّهُۥ مِنۡ عِبَادِنَا ٱلۡمُخۡلَصِينَ ٢٤
Woh uski taraf badi aur Yusuf bhi uski taraf badta agar apne Rubb ki burhaan na dekh leta(the proof of his Lord) aisa hua. Taa-ke hum ussey badhi aur behayayi (indecency and immodesty) ko door kardein, dar-haqeeqat woh hamare chuney huey bandonmein se tha