Aey zindan ke saathiyon , tumhare khwab ki tabeer yeh hai ke tum mein se ek to apne Rubb (shah e Misr) ko sharaab pilayega, raha dusra to usey suli par chadhaya jayega (crucified) aur parindey uska sar noch noch kar khayenge. Faisla ho gaya us baat ka jo tum puch rahey thay”