Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Yusuf — Ayah 54

12:54
وَقَالَ ٱلۡمَلِكُ ٱئۡتُونِي بِهِۦٓ أَسۡتَخۡلِصۡهُ لِنَفۡسِيۖ فَلَمَّا كَلَّمَهُۥ قَالَ إِنَّكَ ٱلۡيَوۡمَ لَدَيۡنَا مَكِينٌ أَمِينٞ ٥٤
Baadshah ne kaha “unhein mere paas lao taa-ke main unko apne liye makhsoos kar loon”. Jab Yusuf ne ussey guftagu ki to usne kaha “ab aap hamare haan qadr o manzilat rakhte hain aur aap ki amanat par pura bharosa hai”