Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Yusuf — Ayah 56

12:56
وَكَذَٰلِكَ مَكَّنَّا لِيُوسُفَ فِي ٱلۡأَرۡضِ يَتَبَوَّأُ مِنۡهَا حَيۡثُ يَشَآءُۚ نُصِيبُ بِرَحۡمَتِنَا مَن نَّشَآءُۖ وَلَا نُضِيعُ أَجۡرَ ٱلۡمُحۡسِنِينَ ٥٦
Is tarah humne us sar-zameen mein Yusuf ke liye iqteqar (power) ki raah humwaar ki. Woh mukhtar tha ke usmein jahan chahe apni jagah banaye. Hum apni rehmat se jisko chahte hain nawazte hain. Neik logon ka ajar hamare haan maara nahin jata