Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Yusuf — Ayah 69

12:69
وَلَمَّا دَخَلُواْ عَلَىٰ يُوسُفَ ءَاوَىٰٓ إِلَيۡهِ أَخَاهُۖ قَالَ إِنِّيٓ أَنَا۠ أَخُوكَ فَلَا تَبۡتَئِسۡ بِمَا كَانُواْ يَعۡمَلُونَ ٦٩
Yeh log Yusuf ke huzoor pahunchey to usne apne bhai ko apne paas alag bula liya aur usey bata diya ke “ main tera wahi bhai hoon (jo khoya gaya tha). Ab tu un baaton ka gham na kar jo yeh log karte rahey hain.”