Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Yusuf — Ayah 81

12:81
ٱرۡجِعُوٓاْ إِلَىٰٓ أَبِيكُمۡ فَقُولُواْ يَٰٓأَبَانَآ إِنَّ ٱبۡنَكَ سَرَقَ وَمَا شَهِدۡنَآ إِلَّا بِمَا عَلِمۡنَا وَمَا كُنَّا لِلۡغَيۡبِ حَٰفِظِينَ ٨١
Tum jaa kar apne walid se kaho ke “abbajaan , aapke sahibzadey ne chori ki hai. Humne usey chori karte huey nahin dekha, jo kuch humein maloom hua hai bas wahi hum bayan kar rahey hain, aur gaib ki nigehbani to hum na kar sakte thay