Phir jab khush-khabri laney wala aaya to usne Yusuf ka kamees Yaqub ke mooh par daal diya aur yakayak uski binayi oad kar aayi (sight carne back to him) . Tab usne kaha “main tumse kehta na tha main Allah ki taraf se woh kuch jaanta hoon jo tum nahin jantey.”