Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-Hijr — Ayah 88

15:88
لَا تَمُدَّنَّ عَيۡنَيۡكَ إِلَىٰ مَا مَتَّعۡنَا بِهِۦٓ أَزۡوَٰجٗا مِّنۡهُمۡ وَلَا تَحۡزَنۡ عَلَيۡهِمۡ وَٱخۡفِضۡ جَنَاحَكَ لِلۡمُؤۡمِنِينَ ٨٨
Tum us mata-e-duniya ki taraf aankh utha kar na dekho jo humne in mein se mukhtalif qisam ke logon ko de rakkhi hai, aur na inke haal par apna dil kudhao(grieve), inhein chodh kar iman laney walon ki taraf jhuko