Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah An-Nahl — Ayah 12

16:12
وَسَخَّرَ لَكُمُ ٱلَّيۡلَ وَٱلنَّهَارَ وَٱلشَّمۡسَ وَٱلۡقَمَرَۖ وَٱلنُّجُومُ مُسَخَّرَٰتُۢ بِأَمۡرِهِۦٓۚ إِنَّ فِي ذَٰلِكَ لَأٓيَٰتٖ لِّقَوۡمٖ يَعۡقِلُونَ ١٢
Usne tumhari bhalayi ke liye raat aur din ko aur Suraj aur Chand ko musakkhar kar rakkha hai, aur sab taare (stars) bhi usi ke hukum se musakkhar hain. Ismein bahut si nihsaniyan hain un logon ke liye jo aqal se kaam letey hain