Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah An-Nahl — Ayah 40

16:40
إِنَّمَا قَوۡلُنَا لِشَيۡءٍ إِذَآ أَرَدۡنَٰهُ أَن نَّقُولَ لَهُۥ كُن فَيَكُونُ ٤٠
Raha uska imakan (possibility) to] humein kisi cheez ko wajood mein laney ke liye issey zyada kuch nahin karna hota ke usey hukum dein “ho ja” aur bas woh ho jaati hai