Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah An-Nahl — Ayah 52

16:52
وَلَهُۥ مَا فِي ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضِ وَلَهُ ٱلدِّينُ وَاصِبًاۚ أَفَغَيۡرَ ٱللَّهِ تَتَّقُونَ ٥٢
Usi ka hai woh sab kuch jo aasmano mein hai aur jo zameen mein hai, aur khaalisan usi ka deen (saari qayinaat mein) chal raha hai. Phir kya Allah ko chodh kar tum kisi aur se taqwa (darr) karoge