Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah An-Nahl — Ayah 62

16:62
وَيَجۡعَلُونَ لِلَّهِ مَا يَكۡرَهُونَۚ وَتَصِفُ أَلۡسِنَتُهُمُ ٱلۡكَذِبَ أَنَّ لَهُمُ ٱلۡحُسۡنَىٰۚ لَا جَرَمَ أَنَّ لَهُمُ ٱلنَّارَ وَأَنَّهُم مُّفۡرَطُونَ ٦٢
Aaj yeh log woh cheezein Allah ke liye tajweez kar rahey hain jo khud apne liye inhein napasand hain, aur jhoot kehti hain inki zubaanein ke inke liye bhala hi bhala hai. Inke liye to ek hi cheez hai, aur woh hai dozakh ki aag, zaroor yeh sab se pehle us mein pahunchaye jayenge