Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-Kahf — Ayah 110

18:110
قُلۡ إِنَّمَآ أَنَا۠ بَشَرٞ مِّثۡلُكُمۡ يُوحَىٰٓ إِلَيَّ أَنَّمَآ إِلَٰهُكُمۡ إِلَٰهٞ وَٰحِدٞۖ فَمَن كَانَ يَرۡجُواْ لِقَآءَ رَبِّهِۦ فَلۡيَعۡمَلۡ عَمَلٗا صَٰلِحٗا وَلَا يُشۡرِكۡ بِعِبَادَةِ رَبِّهِۦٓ أَحَدَۢا ١١٠
(Aey Muhammad), kaho ke main to ek Insaan hoon tum hi jaisa, meri taraf wahee ki jaati hai ke tumhara khuda bas ek hi khuda hai, pas jo koi apne Rubb ki mulaqaat ka umeedwar ho usey chahiye ke neik amal karey aur bandagi mein apne Rubb ke saath kisi aur ko shareek na karey