Tum unhein dekh kar yeh samajhte ke woh jaag rahey hain, halaanke woh soo rahey thay. Hum unhein dayein bayein karwat dilwate rehte thay aur unka kutta ghaar ke dahane [kinare] (entrance) par haath phailaye baitha tha. Agar tum kahin jhaank kar unhein dekhte to ultey paon bhaag khade hotey aur tumpar unke nazare se dehshat baith jati