Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-Kahf — Ayah 20

18:20
إِنَّهُمۡ إِن يَظۡهَرُواْ عَلَيۡكُمۡ يَرۡجُمُوكُمۡ أَوۡ يُعِيدُوكُمۡ فِي مِلَّتِهِمۡ وَلَن تُفۡلِحُوٓاْ إِذًا أَبَدٗا ٢٠
Agar kahin un logon ka haath humpar padh gaya to bas sangsar (stone to death) kar daalenge, ya phir zabardasti humein apni millat mein wapas le jayenge, aur aisa hua to hum kabhi falaah na paa sakenge”