Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-Kahf — Ayah 60

18:60
وَإِذۡ قَالَ مُوسَىٰ لِفَتَىٰهُ لَآ أَبۡرَحُ حَتَّىٰٓ أَبۡلُغَ مَجۡمَعَ ٱلۡبَحۡرَيۡنِ أَوۡ أَمۡضِيَ حُقُبٗا ٦٠
(Zara inko woh qissa sunao jo Moosa ko pesh aaya tha) jabke Moosa ne apne khadim se kaha tha ke “ main apna safar khatam na karoonga jabtak ke dono dariyaon ke sangam par na pahunch jaon, warna main ek zamana e daraaz tak chalta hi rahoonga”