Ab woh dono rawana huey, yahan tak ke jab woh ek kashti mein sawar ho gaye to us shaks ne kashti mein shigaf (hole) daal diya. Moosa ne kaha “aapne is mein shigaf daal diya taa-ke sab kashti walon ko dubo dein? Yeh to aapne ek sakht harakat kar daali”