Mujhey lohey ki chadarein (sheets) laakar do”. Aakhir jab dono pahadon ke darmiyani khala (space) ko usne paat diya to logon se kaha ke ab aag dehkao. Hatta ke jab [yeh ahani deewaar(iron-wall)] bilkul aag ki tarah surkh(red-hot) ho gayi to usne kaha “ lao, ab main ispar pigla hua taamba (molten brass) undailunga (pour)”