Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Maryam — Ayah 76

19:76
وَيَزِيدُ ٱللَّهُ ٱلَّذِينَ ٱهۡتَدَوۡاْ هُدٗىۗ وَٱلۡبَٰقِيَٰتُ ٱلصَّٰلِحَٰتُ خَيۡرٌ عِندَ رَبِّكَ ثَوَابٗا وَخَيۡرٞ مَّرَدًّا ٧٦
Iske baraks jo logo raah e raast ikhtiyar karte hain Allah unko raast-rawi mein taraqqi ata farmata hai aur baaqi reh janey wali nekiyan hi tere Rubb ke nazdeek jaza aur anjaam ke aitbaar se behtar hain