Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Taha — Ayah 104

20:104
نَّحۡنُ أَعۡلَمُ بِمَا يَقُولُونَ إِذۡ يَقُولُ أَمۡثَلُهُمۡ طَرِيقَةً إِن لَّبِثۡتُمۡ إِلَّا يَوۡمٗا ١٠٤
Humein khoob maloom hai ke woh kya baatein kar rahey hongey, (hum yeh bhi jaante hain ke) us waqt unmein se jo zyada se zyada mohtaat andaza lagane wala hoga woh kahega ke nahin, tumhari duniya ki zindagi bas ek din ki zindagi thi