Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Taha — Ayah 135

20:135
قُلۡ كُلّٞ مُّتَرَبِّصٞ فَتَرَبَّصُواْۖ فَسَتَعۡلَمُونَ مَنۡ أَصۡحَٰبُ ٱلصِّرَٰطِ ٱلسَّوِيِّ وَمَنِ ٱهۡتَدَىٰ ١٣٥
(Aey Muhammad) insey kaho, har ek anjaam e kaar ke intezar mein hai, pas ab muntazir raho, anqareeb tumhein maloom ho jayega ke kaun seedhi raah chalne waley hain aur kaun hidayat-yafta (rightly guided) hain