Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Taha — Ayah 39

20:39
أَنِ ٱقۡذِفِيهِ فِي ٱلتَّابُوتِ فَٱقۡذِفِيهِ فِي ٱلۡيَمِّ فَلۡيُلۡقِهِ ٱلۡيَمُّ بِٱلسَّاحِلِ يَأۡخُذۡهُ عَدُوّٞ لِّي وَعَدُوّٞ لَّهُۥۚ وَأَلۡقَيۡتُ عَلَيۡكَ مَحَبَّةٗ مِّنِّي وَلِتُصۡنَعَ عَلَىٰ عَيۡنِيٓ ٣٩
Ke is bacchey ko sandook (box) mein rakh de aur sandook ko dariya mein chodh de, dariya isey saahil par phenk dega aur isey mera dushman aur is bacchey ka dushman utha lega. Maine apni taraf se tujhpar mohabbat taari kardi aur aisa intizam kiya ke tu meri nigrani mein paala jaye