Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-Anbya — Ayah 79

21:79
فَفَهَّمۡنَٰهَا سُلَيۡمَٰنَۚ وَكُلًّا ءَاتَيۡنَا حُكۡمٗا وَعِلۡمٗاۚ وَسَخَّرۡنَا مَعَ دَاوُۥدَ ٱلۡجِبَالَ يُسَبِّحۡنَ وَٱلطَّيۡرَۚ وَكُنَّا فَٰعِلِينَ ٧٩
Us waqt humne sahih faisla Sulaiman ko samjha diya, halaanke hukum aur ilm humne dono hi ko ata kiya tha. Dawood ke saath humne pahadon aur parindon ko musakkhar kardiya tha jo tasbeeh karte thay, is fail (kaam) ke karne waley hum hi thay