Aur machli waley(yunus) ko bhi humne nawaza, yaad karo jabke woh bigad kar chala gaya tha aur samjha tha ke hum uspar giraft na karenge. Aakhir ko usne tareekiyon(darkness) mein pukara “nahin hai koi khuda magar tu, paak hai teri zaat, beshak maine kasoor kiya”