Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-Furqan — Ayah 3

25:3
وَٱتَّخَذُواْ مِن دُونِهِۦٓ ءَالِهَةٗ لَّا يَخۡلُقُونَ شَيۡـٔٗا وَهُمۡ يُخۡلَقُونَ وَلَا يَمۡلِكُونَ لِأَنفُسِهِمۡ ضَرّٗا وَلَا نَفۡعٗا وَلَا يَمۡلِكُونَ مَوۡتٗا وَلَا حَيَوٰةٗ وَلَا نُشُورٗا ٣
Logon ne usey chodh kar aisey mabood bana liye jo kisi cheez ko paida nahin karte balke khud paida kiye jatey hain, jo khud apne liye bhi kisi nafey (faidey) ya nuqsaan ka ikhtiyar nahin rakhte, jo na maar sakte hain na jila sakte hain, na marey (dead) huey ko phir utha sakte hain