Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-Qasas — Ayah 88

28:88
وَلَا تَدۡعُ مَعَ ٱللَّهِ إِلَٰهًا ءَاخَرَۘ لَآ إِلَٰهَ إِلَّا هُوَۚ كُلُّ شَيۡءٍ هَالِكٌ إِلَّا وَجۡهَهُۥۚ لَهُ ٱلۡحُكۡمُ وَإِلَيۡهِ تُرۡجَعُونَ ٨٨
Aur Allah ke saath kisi dusre mabood ko na pukaro. Uske siwa koi mabood nahin hai. Har cheez halaak honay wali hai siwaye uski zaat ke. Farman rawayi usi ki hai aur usi ki taraf tum sab paltaye janey waley ho