Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-'Ankabut — Ayah 48

29:48
وَمَا كُنتَ تَتۡلُواْ مِن قَبۡلِهِۦ مِن كِتَٰبٖ وَلَا تَخُطُّهُۥ بِيَمِينِكَۖ إِذٗا لَّٱرۡتَابَ ٱلۡمُبۡطِلُونَ ٤٨
(Aey Nabi) tum issey pehle koi kitaab nahin padte thay aur na apne haath se likhte thay, agar aisa hota to baatil parast log (votaries of falsehood ) shakk mein padh sakte thay