Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Luqman — Ayah 12

31:12
وَلَقَدۡ ءَاتَيۡنَا لُقۡمَٰنَ ٱلۡحِكۡمَةَ أَنِ ٱشۡكُرۡ لِلَّهِۚ وَمَن يَشۡكُرۡ فَإِنَّمَا يَشۡكُرُ لِنَفۡسِهِۦۖ وَمَن كَفَرَ فَإِنَّ ٱللَّهَ غَنِيٌّ حَمِيدٞ ١٢
Humne Luqman ko hikmat ata ki thi ke Allah ka shukar guzar ho. Jo koi shukar karey uska shukar uske apne hi liye mufeed(faiydamand) hai aur jo koi kufr karey to haqeeqat mein Allah be-niyaz aur aap se aap mehmood (Immensely Praiseworthy) hai