Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-Ahzab — Ayah 12

33:12
وَإِذۡ يَقُولُ ٱلۡمُنَٰفِقُونَ وَٱلَّذِينَ فِي قُلُوبِهِم مَّرَضٞ مَّا وَعَدَنَا ٱللَّهُ وَرَسُولُهُۥٓ إِلَّا غُرُورٗا ١٢
Yaad karo woh waqt jab munafiqeen aur woh sab log jinke dilon mein rog tha saaf saaf keh rahey they ke Allah aur uske Rasool ne jo wadey humse kiye thay woh fareb ke siwa kuch na thay