Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-Ahzab — Ayah 26

33:26
وَأَنزَلَ ٱلَّذِينَ ظَٰهَرُوهُم مِّنۡ أَهۡلِ ٱلۡكِتَٰبِ مِن صَيَاصِيهِمۡ وَقَذَفَ فِي قُلُوبِهِمُ ٱلرُّعۡبَ فَرِيقٗا تَقۡتُلُونَ وَتَأۡسِرُونَ فَرِيقٗا ٢٦
Phir ehle kitaab mein se jin logon ne in hamla-awaron ka saath diya tha, Allah unki gadiyon(fortresses) se unhein utar laya aur unke dilon mein usne aisa roab (terror) daal diya ke aaj unmein se ek giroh ko tum qatal kar rahey ho aur dusre giroh ko qaid kar rahey ho