Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-Ahzab — Ayah 9

33:9
يَٰٓأَيُّهَا ٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ ٱذۡكُرُواْ نِعۡمَةَ ٱللَّهِ عَلَيۡكُمۡ إِذۡ جَآءَتۡكُمۡ جُنُودٞ فَأَرۡسَلۡنَا عَلَيۡهِمۡ رِيحٗا وَجُنُودٗا لَّمۡ تَرَوۡهَاۚ وَكَانَ ٱللَّهُ بِمَا تَعۡمَلُونَ بَصِيرًا ٩
Aey logon, jo iman laye ho, yaad karo Allah ke ehsan ko jo (abhi abhi) usne tumpar kiya hai jab lashkar tumpar chadh aaye to humne unpar ek sakht aandhi (wind) bhej di aur aisi faujein rawana ki jo tumko nazar na aati thi .Allah woh sab kuch dekh raha tha jo tumlog us waqt kar rahey thay