Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Fatir — Ayah 9

35:9
وَٱللَّهُ ٱلَّذِيٓ أَرۡسَلَ ٱلرِّيَٰحَ فَتُثِيرُ سَحَابٗا فَسُقۡنَٰهُ إِلَىٰ بَلَدٖ مَّيِّتٖ فَأَحۡيَيۡنَا بِهِ ٱلۡأَرۡضَ بَعۡدَ مَوۡتِهَاۚ كَذَٰلِكَ ٱلنُّشُورُ ٩
Woh Allah hi to hai jo hawaon ko bhejta hai, phir woh baadal uthati hain, phir hum usey ek ujadh (banjar) ilakey ki taraf le jatey hain aur usi zameen ko jila uthate hain jo mari padi thi. Marey huey Insano ka jee uthna bhi isi tarah hoga