Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Sad — Ayah 17

38:17
ٱصۡبِرۡ عَلَىٰ مَا يَقُولُونَ وَٱذۡكُرۡ عَبۡدَنَا دَاوُۥدَ ذَا ٱلۡأَيۡدِۖ إِنَّهُۥٓ أَوَّابٌ ١٧
(Aey Nabi), sabr karo un baaton par jo yeh log banate hain, aur inke saamne hamare banday Dawood ka qissa bayan karo jo badi quwaton ka maalik tha. Har maamle mein Allah ki taraf rujoo karne wala tha