Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Ghafir — Ayah 12

40:12
ذَٰلِكُم بِأَنَّهُۥٓ إِذَا دُعِيَ ٱللَّهُ وَحۡدَهُۥ كَفَرۡتُمۡ وَإِن يُشۡرَكۡ بِهِۦ تُؤۡمِنُواْۚ فَٱلۡحُكۡمُ لِلَّهِ ٱلۡعَلِيِّ ٱلۡكَبِيرِ ١٢
(jawab milega) “yeh halat jismein tum mubtala ho, is wajah se hai ke jab akele Allah ki taraf bulaya jata tha to tum manne se inkar kar detay thay aur jab uske saath dusron ko milaya jata tha to tum maan letay thay. Ab faisla Allah buzurg o bartar ke haath hai”