Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Ghafir — Ayah 20

40:20
وَٱللَّهُ يَقۡضِي بِٱلۡحَقِّۖ وَٱلَّذِينَ يَدۡعُونَ مِن دُونِهِۦ لَا يَقۡضُونَ بِشَيۡءٍۗ إِنَّ ٱللَّهَ هُوَ ٱلسَّمِيعُ ٱلۡبَصِيرُ ٢٠
Aur Allah theek theek bay-laag(with justice) faisla karega .Rahey woh jinko ( yeh mushrikeen) Allah ko chodh kar pukarte hain, woh kisi cheez ka bhi faisla karne waley nahin hain. Bila shubah Allah hi sabkuch sunney aur dekhne wala hai