Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Ash-Shuraa — Ayah 49

42:49
لِّلَّهِ مُلۡكُ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضِۚ يَخۡلُقُ مَا يَشَآءُۚ يَهَبُ لِمَن يَشَآءُ إِنَٰثٗا وَيَهَبُ لِمَن يَشَآءُ ٱلذُّكُورَ ٤٩
Allah zameen aur aasmaano ki baadshahi ka maalik hai. Jo kuch chahta hai paida karta hai. Jisey chahta hai ladkiyan deta hai, jisey chahta hai ladke deta hai