Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Ash-Shuraa — Ayah 51

42:51
۞ وَمَا كَانَ لِبَشَرٍ أَن يُكَلِّمَهُ ٱللَّهُ إِلَّا وَحۡيًا أَوۡ مِن وَرَآيِٕ حِجَابٍ أَوۡ يُرۡسِلَ رَسُولٗا فَيُوحِيَ بِإِذۡنِهِۦ مَا يَشَآءُۚ إِنَّهُۥ عَلِيٌّ حَكِيمٞ ٥١
Kisi bashar (Insaan) ka yeh muqaam nahin hai ke Allah us se ru-baru baat karey, uski baat ya to wahee (isharey/ revelation) ke taur par hoti hai, ya purday ke piche se, ya phir woh koi paigaambar (farishta) bhejta hai aur woh uske hukum se jo kuch woh chahta hai, wahi karta hai. Woh bartar aur Hakeem(wise) hai