Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Az-Zukhruf — Ayah 17

43:17
وَإِذَا بُشِّرَ أَحَدُهُم بِمَا ضَرَبَ لِلرَّحۡمَٰنِ مَثَلٗا ظَلَّ وَجۡهُهُۥ مُسۡوَدّٗا وَهُوَ كَظِيمٌ ١٧
Aur haal yeh hai ke jis aulad ko yeh log us khuda e Rehman ki taraf mansoob karte hain uski wiladat ka musda (tidings/news/khabar) jab khud in mein se kisi ko diya jata hai to uske mooh par siyahi(darkens) chaa jaati hai aur woh gham se bhar jaata hai