Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-Ahqaf — Ayah 11

46:11
وَقَالَ ٱلَّذِينَ كَفَرُواْ لِلَّذِينَ ءَامَنُواْ لَوۡ كَانَ خَيۡرٗا مَّا سَبَقُونَآ إِلَيۡهِۚ وَإِذۡ لَمۡ يَهۡتَدُواْ بِهِۦ فَسَيَقُولُونَ هَٰذَآ إِفۡكٞ قَدِيمٞ ١١
Jin logon ne maan-ne se inkar kardiya hai woh imaan laney walon ke mutaaliq kehte hain “ke agar is kitaab ko maan lena koi accha kaam hota to yeh log is maamle mein humse sabaqat na leja sakte thay”. Chunke inhon ne usse hidayat na paayi is liye ab yeh zaroor kahenge ke yeh to purana jhoot hai