Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-Ahqaf — Ayah 21

46:21
۞ وَٱذۡكُرۡ أَخَا عَادٍ إِذۡ أَنذَرَ قَوۡمَهُۥ بِٱلۡأَحۡقَافِ وَقَدۡ خَلَتِ ٱلنُّذُرُ مِنۢ بَيۡنِ يَدَيۡهِ وَمِنۡ خَلۡفِهِۦٓ أَلَّا تَعۡبُدُوٓاْ إِلَّا ٱللَّهَ إِنِّيٓ أَخَافُ عَلَيۡكُمۡ عَذَابَ يَوۡمٍ عَظِيمٖ ٢١
Zara inhein Aad ke bhai (Hud) ka qissa sunao jabke usne ahqaf mein apni qaum ko khabardar kiya tha aur aise khabardar karne waley ussey pehle bhi guzar chuke thay aur uske baad bhi aate rahey ke “ Allah ke siwa kisi ki bandagi na karo , mujhe tumhare haqq mein ek baday haulnaak din ke azaab ka andesha hai”