Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-Ahqaf — Ayah 24

46:24
فَلَمَّا رَأَوۡهُ عَارِضٗا مُّسۡتَقۡبِلَ أَوۡدِيَتِهِمۡ قَالُواْ هَٰذَا عَارِضٞ مُّمۡطِرُنَاۚ بَلۡ هُوَ مَا ٱسۡتَعۡجَلۡتُم بِهِۦۖ رِيحٞ فِيهَا عَذَابٌ أَلِيمٞ ٢٤
Phir jab unhon ne us azaab ko apni waadiyon (valleys) ki taraf aate dekha to kehne lagey “yeh badal hai jo humko sairaab kardega”. balke yeh wahi cheez hai jiske liye tum jaldi macha rahe thay, yeh hawa ka toofaan hai jismein dardnaak azaab chala aa raha hai