Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-Ahqaf — Ayah 3

46:3
مَا خَلَقۡنَا ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضَ وَمَا بَيۡنَهُمَآ إِلَّا بِٱلۡحَقِّ وَأَجَلٖ مُّسَمّٗىۚ وَٱلَّذِينَ كَفَرُواْ عَمَّآ أُنذِرُواْ مُعۡرِضُونَ ٣
Humne zameen aur aasmaano ko aur un saari cheezon ko jo unke darmiyan hain bar-haqq aur ek muddat e khaas ke taayun ke saath paida kiya hai. Magar yeh kaafir log us haqeeqat se mooh moade hue hain jisse unko khabardar kiya gaya hai